People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 4 *

Main Hoon Na(Remix)
Music: Anu Malik
Lyricist: javed Akhtar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Main-Hoon-Na/Main-Hoon-Na-Remix/RV0ORxB3YR4
Video:
kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
dekhlo idhar to ek baar main hoon na
khamosh kyu ho jo bhi kehna hai kaho
dil chahe jitna pyar utna maanglo..ho..
tumko milega utna pyar main hoon na

kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
dekhlo idhar to ek baar main hoon na

kabhi jo tum socho ke tum yeh dekho
arre kitna mujhko tumse pyar hai
to chup mat rehna yeh mujhse kehna
arre koi kya aisa bhi yaar hai
dil hi nahi le jaan bhi le jo tumhe(2)
ho.. to main kahoonga sarkaar main hoon na
kiska hai yeh tumko…

kehne ki ho dil me koi baat mujhse kaho
koi pal ho din ho ya ho raat mujhse kaho
koi mushkil koi pareshaani aaye
tumhe lage kuch theek nahi haalaat mujhse kaho
koi ho tamanna ya ho koi aarzoo(2)
ho..rehna kabhi na bekaraar main hoon na

kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
dekhlo idhar to ek baar main hoon na
khamosh kyu ho jo bhi kehna hai kaho
dil chahe jitna pyar utna maanglo..ho..
tumko milega utna pyar main hoon na

kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
dekhlo idhar to ek baar main hoon na
Tauba Yeh Kya Hua
Singer: Ranjit Barot
Music: Ranjit Barot
Lyricist: Mehboob Kotwal
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Holiday/Tauba/QgJdYDMAdVY
Video:
tauba yeh kya hua dil toot ke chala
naseebon ne khela hain yeh khel kaisa
tooti tumse dosti mere yaar
andhero ne kabhi pyar se gale se lagaya mujhe
o ab raat ka safar kabhi hoga khatma par
yeh na jaane tum kaha ho
aur honge ham kidhar
toh phir yahi thik hain
aapki talaash hi karen
aur iss talaash mein mere yaar
ummid hain yahi milenge kabhi ek baar
milenge kahi mere yaar

armaan the kai aur bhi hai woh kai
hain yeh khaza nahi mere ho
aur duniya hain nayi saath mere hote tum
aur hota ek hi rasta ab raasten kai
mere yaar ummid hain yahi milenge kabhi
ek baar milenge kahi mere yaar
Move With My Body
Music: Ranjit Barot
Lyricist: Neelesh Misra
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Holiday/Move-With-My-Body/ABk
Video:
dehka dehka sa ye sama pighla dega aasman
ab to aaja move with my body
thoda junun thoda nasha thoda jehar thodi dawa
ab to aaja move with my body
let me take u down
turn u round and round oh just come on now
move with my body and take u down
turn u round and round
turn me round and round and round

aa jara sapna naya dekhe lamha naya ji le sath me
kya khabar baho me jo hain kal
ye mile ya phir kabhi na mile
khwahish khwahish hain yahi sab kuch milta hai yaha
ab to aaja move with my body
gehra gehra ye bhanwar bach ke jayega kaha
ab to aaja move with my body
thodi duwa thoda kehar oh just come on now
move with my body khudse tu darr aaye bekhabar
u got me spinning round and round now yeah

aa jara khwabo ki chayi chahat ki gehrayi nap le
raste kam ho ya na ho par hath tera ho hath me
mitha mitha ye zehar behka behka ye dhuaa
ab to aaja move with my body
ab mai bhi mai na rahi ab tu bhi tu na raha
ab to aaja
Khwahishon Se Yeh Suna
Music: Ranjit Barot
Lyricist: Mehboob Kotwal
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Holiday/Khwahishon-Se/Lyc4fid
Video:
khwahisho se ye suna hain, pyar hamko ho raha hain
tum hi to ho wo sapna jo, dekha hai ji bhi liya hain
tum hi to ho wo lamha jo, abb jindagi ban gaya hain
rasto me gunjata hain, pyar hamko ho raha hain
tumhi to ho savera jo, ye rang naye de gaya hain
tumhi to ho khajana jo, dil me hi tha mil gaya hain
khwahisho ne

khwahisho se ye suna hain
isharo me kehati hai pagal ye hawaye
chalo raaj sabko ye jake bataye
isharo me kehati hai pagal ye hawaye
chalo raj sabko ye jake bataye
tum hi to ho jo khwabo ko, sang sang mere dekhta hain
tum hi to ho jo rato ko, tanhaiya batta hain
khwahishon se

dabe paw dastak mohabbat ne sunayi
hain dehlij pe khwab sare le aayi
dabe paw dastak mohabbat ne sunayi
hain dehlij pe khwab sare le aayi
tum hi to ho wo saya jo sathi mera rehnuma hain
tum hi to ho sitara jo roshan kare rasta hain
aasman pe ye likha hain, pyar hamko ho gaya hain
tum hi to ho wo sapna jo, dekha hain ji bhi liya hain
tum hi to ho wo lamha jo, ab jindagi ban gaya hain